| |
|
|
|
Ahaadees SMS-Urdu - Page 1
|
|
There are more
than 260 Urdu Ahaadees SMS Page No.
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26 |
| |
|
|
» |
Hubb-e-Rasool(P.B.U.H):
Hazoor (P.B.U.H) kay ehd mein do
bhai thy. un mein se aik
Hazoor (P.B.U.H) ki khidmat
mein hazir hota aur doosra
hasool-e-ma'ash kay liye koi
kaam karta. Aik din kaam karny
waly ne Hazoor (P.B.U.H)ki
khidmat mein hazir ho kar apny bhai
ki shikaayat ki to (P.B.U.H)ne
farmaya:"shaayad usi ki waja
se tujhy rizq milt raha hay".
( Tirmizi ) |
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
|
» |
Deen aasaan hay :
Deen aasaan hay. Jo bhi deen mein
sakhti ikhtiar kary ga deen
us par ghaalib aa jaye ga. Is
liye raah-e-raast par chalo,
mayaana-rawi ikhtiar karo aur
khush raho aur subh-o-shaam aur
raat kay pichhly pehar se
ibaadat mein madad talab karo.
( Bukhari ) |
| |
|
|
|
|
» |
Taqwa :
Logon mein se sab se mo'azzaz wo
hay jo un mein sab se ziada
muttaqi ho.
(Bukhari-o-muslim)
Ay Allah! main tujh se sawaal
karta hoon hidaayat ka, taqwa ka,
paakdamni ka aur ghina ka.
(Muslim) |
| |
|
|
|
|
» |
La-yaani kaam chhor
do:
Aadmi kay islam ki khoobi ye hay
keh wo la-yaani kaam chhor
day. (Tirmizi) |
| |
|
|
|
|
» |
Isteqaamat /
Saabit Qadmi :
(i)
Har haal mein saabit qadam raho-
(Muslim) |
| |
|
|
|
|
» |
Isteqaamat /
Saabit Qadmi :
(ii)
Saheeh aur pukhta azm karo aur
phir us par saabit qadam raho.
(Muslim) |
| |
|
|
|
|
» |
Niyyat :
Allah Ta'ala na tumhary jismon ko
dekhta hay aur na hi tumhari
sooraton ko balkeh tumhary
dilon ko dekhta hay.
(Muslim) |
| |
|
|
|
|
» |
Zulm:
Apny bhai ki madad karo khwaah wo
zaalim ho ya mazloom.
zaalim ki madad ye hay keh usy
zulm se baaz rakho, ye bhi us ki
madad hay.
(Bukhari) |
| |
|
|
|
|
» |
Jhoot:
Jhoot shak paida karta hay.
(Tirmizi) |
|
|
|
|
|
|
» |
Sachch:
Be-shak sachchai itminaan ka baais
hay.
(Tirmizi) |
|
|
|
|
| |
There are more
than 260 Urdu Ahaadees SMS Page No.
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26 |