| |
|
|
|
Ahaadees SMS-Urdu - Page 2
|
|
There are more
than 260 Urdu Ahaadees SMS Page No.
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26 |
| |
|
|
» |
Niyyat :
Aamaal ka daar-o-madaar niyyaton
par hay. Har shakhs ko wohi
kuchh mily ga jis ki us ne
niyyat ki.
(Bukhari-o-Muslim)
Jo tum ne niyyat ki tumhein us
ka sawab mily ga.
(Bukhari) |
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
|
» |
Tawakkul :
Hazrat Ibn-e-Abbas se marwi hay
keh Hazoor (P.B.U.H) ne
farmaya : jab Hazrat Ibraheem
ko aag mein daala gya to aap ne
sab se aahir mein ye alfaaz
kahy :Hasb-o-nallah-e-wa-ne am
alwakeel aur aag gulzar ban gai.
(Bukhari-o-Muslim)
Hamein Allah kafi hay aur wo
bahut achha kaarsaaz hay.
(Bukhari-o-Muslim) |
| |
|
|
|
|
» |
Dunya aur Aurat :
Dunya meethi aur
sarsabz-o-shaabaad hay aur Allah Ta'ala ne
dunya mein tumhein khaleefa
banaaya hay aur wo dekh raha hay
keh tum kesy aamaal kartay ho.
Pas dunya se aur aurton se daro
kionkeh Bani Israeel ki pehli
aazaish aurton kay muta'alliq thi.
(Muslim) |
| |
|
|
|
|
» |
Sadqa-o-khairaat :
Apny shar ko logon se rok lay
kionkeh ye bhi teri jaan kay liye
teri taraf se sadqa hay.
(Bukhari-o-Muslim)
Har nek kaam sadqa hay.
(Bukhari-o-Muslim)
Sadqa daleel-e-eemaan
hay. (Bukhari) |
| |
|
|
|
|
» |
Zulm :
Allah Ta'ala ne farmaya :Ay mery
bando! main ne zulm ko apni
zaat par haraam kar dia hay aur
us ko tumhary darmian bhi
haraam qaraar day dia hay. Is
liye tum aik doosry par zulm na
karo.
(Muslim) |
| |
|
|
|
|
» |
Mayaana-Rawi:
Raah-e-raast ikhtiar karo, apny
maqsad ko pahonch jao gay.
(Bukhari-o-Muslim) |
| |
|
|
|
|
» |
Quran seekho
aur sikhao: Wuran ka
mahir farishton kay sath ho ga.
(Bukhari-o-Muslim) |
| |
|
|
|
|
» |
Sura-e-Kahf:
Jo shakhs soora-e-kahf ki ibtedai
das (10) aayaton ki tilaawat
kary wo fitna-e-edajjaal se
hamesha mehfooz rahy ga.
(Abu-Daood,
Nisai) |
| |
|
|
|
|
» |
Soora-e-Yaseen:
Jo shakhs soora-e-Yaseen parhy usy
das (10) Quran majeed
parhny ka sawab mily ga.
(Tirmizi) |
|
|
|
|
|
|
» |
Soora-e-Fath:
Jab ye soora nazil hui tu Hazoor
(P.B.U.H) ne farmaya aaj raat
mujh par aik aisi soora nazil
hui hay jo mujhy dunya ki har cheez
se pyari hay.
(Bukhari) |
|
|
|
|
| |
There are more
than 260 Urdu Ahaadees SMS Page No.
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26 |