| |
|
|
|
Ahaadees SMS-Urdu - Page 26
|
|
There are more
than 260 Urdu Ahaadees SMS Page No.
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26 |
| |
|
|
» |
Amaanat Dari :
Jo shakhs tery paas amaanat rakhy
to tu us ki amaanat ada kar.
(Tirmizi) |
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
|
» |
Khayaanat :
Jo tujh se khayaanat kary tu us se
khayanaat na kar.
(Tirmizi) |
| |
|
|
|
|
» |
Roopia Ikathha
Karna : Ye log to be-waqoof
hein jo roopia ikathha karty hein.
(Bukhari) |
| |
|
|
|
|
» |
Sharaab Noshi :
Sharaab ka sirka banaana bhi mana
hay.
(Tirmizi)
Sharaab banaany waly par laanat
hay.
Sharaab nichorny waly par
laanat hay.
(Tirmizi) |
| |
|
|
|
|
» |
Nasha :
Har nasha wali cheez haraam hay.
(Muslim,
Tirmizi) |
|
|
|
|
|
» |
Ghareebon
se Salook : Jo
shakhs kisi ghareeb ko mohlat deta hay ya us ka qarz muaf
kar
deta hay Allah qayaamat kay din usy apny arsh kay saye
mein
jaga day ga keh jis din sirf usi ka saya ho ga.
(Tirmizi)
Jo hakim hajatmandon, mohtajon
aur miskeenon par apna
darwaza
bandd karta hay Allah us par saaton aasmaanon kay
darwazy
bandd kar deta hay.
(Tirmizi) |
|
|
|
|
|
» |
Makkah
Mukarramah ki Hurmat :
Makkah ko Allah ne Harm banaya
hay.
(Tirmizi)
Jo shakhs Allah aur qayaamat
par eemaan rakhta hay wo makka
mein koi darakht na kaaty.
(Tirmizi) |
|
|
|
|
|
» |
Apny Maal
ki Hifaazat : Jo apny
maal ki hifaazat mein qatl ho jaye wo shaheed hay.
(Bukhari-o-Muslim) |
|
|
|
|
|
» |
Baron ka
Ehteram : Bary ki
barai ka khayal rakho.
(Bukhari-o-Muslim)
Wo shakhs hum mein se nahin jo
baron ki izzat nahin karta.
(Tirmizi) |
|
|
|
|
|
|
» |
Baahami Ta'awun
: Jab tak tum apny
bhai ki madad karty raho gay Allah tumhari
madad karta rahy ga.
Jo shakhs apny momin bhai ki
haajat poori kary Allah bhi us ki
haajat poori karta hay.
(Bukhari-o-Muslim) |
|
|
|
|
| |
There are more
than 260 Urdu Ahaadees SMS Page No.
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26 |