| |
|
| |
Hazrat Ali (R.A) SMS-Urdu- Page 9
|
|
There are more than 150 Urdu
Hazrat Ali (R.A) SMS
Page No.
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
|
| |
|
|
» |
TAFAKKUR/
Hazrat Ali (R.A) Said...
Tafakkur jesa ilm nahin.
Kaarkhaana-e-qudrat mein fikr
karna bhi ibaadat
hay. |
|
|
|
| |
|
|
|
|
» |
ZIADTI /
Hazrat Ali (R.A) Said...
Aakhrat kay bad-tareen
saamaan-e-safar
bandgan-e-Khuda se ziadti karna
hay. |
| |
|
|
|
|
» |
SACHCH /
Hazrat Ali (R.A) Said...
Sachch bolny wala
nijaat-o-sarbulandi kay
dahaany par hay. |
| |
|
|
|
|
» |
SARDAARI KA
AUZAAR /
Hazrat
Ali (R.A) Said...
(1)
Sardaari ka auzaar seeny ki kushadgi
(wasi-uz-zarfi) hay.
(2)
Sardaar kay liye doosron ka ma'ashi bojh
bardaasht karna lazmi hay. |
| |
|
|
|
|
» |
SAKHAAWAT /
Hazrat Ali (R.A) Said...
(1)
Sakhi bano magar fazool kharch na bano.
(2)
Sakhaawat wo hay jo maangny se pehly ki jaye aur
jo sawaal karny par ki jaye wo
sakhaawat nahin
sharmindagi se bachny ka
bahaana hay.
(3)
Sakhi hony mein awwaliyat us shakhs ko hasil hay
jis se sakhiyon ki pehchaan ho
jaye.
(4)
Sakhaawat kay sath ehsaan rakhna nihaayat
kameengi hay. |
| |
|
|
|
|
» |
SARKASHI /
Hazrat Ali (R.A) Said...
Jo sarkashi ki talwaar sont'ta
hay usi se qatl ho
jata hay. |
| |
|
|
|
|
» |
TARK-E-AARZOO/
Hazrat Ali (R.A) Said...
Tark-e-aarzoo sab se bari ne'mat
hay. |
| |
|
|
|
|
» |
TAQWA/
Hazrat Ali (R.A) Said...
Sub se achha saamaan-e-safar taqwa
hay.
Taqwa wo raam ki hui swaarian
hein jin par
parhezgaar swaar kiye gaye hein
aur unhein un ki
muhaarein day di gai hein, In
swaariyon ne unhein
jannat mein utaar dia hay. |
| |
|
|
|
|
» |
TAWAKKUL/
Hazrat Ali (R.A) Said...
(1) Allah par tawakkul kar kay
ghareebon ka ameeron
kay saamny na jhukna kitni
achhi baat hay.
(2) Tum mein se kisi ko apny
parwardgaar kay siwa
kisi aur se koi aas na lagani
chahiye. |
| |
|
|
|
|
» |
TAQDEER/
Hazrat Ali (R.A) Said...
Umoor apni taqdeer kay taabe 'hein. |
|
|
|
|
| |
There are more than 150 Urdu
Hazrat Ali (R.A) SMS
Page No.
1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
|