|
DEEN MEIN
FIRQA-BAZI :
(1) Allah ki daawat par
labbaik kahy jany kay baad jo
log (Labbiak kehny walon se)
Allah kay deen kay
muaamly mein jhagry karty hein,
un ki hujjat-bazi un
kay Rabb kay nazdeek baatil hai
aur un par us ka
ghazab hai aur un kay liye
sakht azaab hay.
(Ak-Shoora:16)
(2)
Aur ye tumhari ummat aik hi ummat hai aur main
tumhara Rabb hoon, pas mujh hi
se tum daro....magar
baad mein logon ne apne deen ko
aapas mein tukry
tukry kar lia. Har garoh kay
paas jo kuchh hai usi mein
wo maganhay.
(Al-Mominoon:52-53) |