|
Patthar
Devtaa
Sar
Jhukaaoge To Patthar Devtaa Ho Jaayega
Itna Mat Chaaho Use Wo Bewafa Ho Jaayega
Hum Bhi Dariya Hain Humein Apna Hunar
Maloom Hai Jis Taraf Bhi Chal Parainge
Raasta Ho Jaayega Kitni Sachchai Se
Mujh Se Zindagi Ne Keh Diya Tu Nahin
Mera
To Koi Doosra Ho Jaayega Main
Khuda
Ka Naam Le Kar Pee Raha Hoon
Dosto Zehar Bhi Iss Mein Agar Hoga Dawa
Ho
Jaayega Sab Usi Ke Hain Hawa, Khushboo
Zameen-o-Aasmaan
Main Jahan Bhi
Jaaoonga Us Ko Pata Ho Jaayega Rooth
Jaana
To Mohabbat Ki Alaamat Hai
Magar
Kya Khabar Thi Mujh Se Wo Itna Khafa Ho Jaayega |