|
Hum nazuk nazuk dil walay
Hum nazuk nazuk dil walay bas
aisay hi hotay hain,
kabhi hanstatay hain kabhi
rotay hain,
kabhi dil mian khawab protay
hain,
kabhi mehfil mehfil phirtay
hain
kabhi zaat main tanha hotay
hain,
kabhi chup ki mohar sajatay
hain,
kabhi geet laboon par laatay
hain,
kabhi sub ka dil behlatay hain,
kabhi khud main tanha hotay
hain
kabhi shub bhar jaagtay rehtay
hain,
kabhi lambi taan kay sotay hain,
hum nazuk nazuk dil walay
bus aisay hi to hotay hain... |