|
Kaho To Lot Jatey Hain......
abhi to baat lamho tak hai....
sadyon tak nahi aai......
abhi muskan ke nobat bhi........
honton tak nahi aai..........
abhi tak koi majboori.........
khayalon tak nahi aai.........
abhi to gard peron tak hai.......
baalo tak nahi aai............
kaho to lot jatey hain.......
tumhara sath mil jaye
to.........
zmany se uljna baat hi kia hai........
ager tum vchor do mujh ko........
meri oqat hi kia hai...........
merey baray me mat socho........
tum apni baat batlao.........
kaho to chaltey hain..........
kaho to lot jatey hain,,,,,, |