|
Hamari saanson
mein aaj tak woh hena ki khushbhoo mehak rahi hai/
Hamari saanson mein aaj tak
woh hena ki khushbhoo mehak rahi hai
Labo pe nagme machal rahe hai, nazar se masti chhalak rahi hai
Woh mere nazdik aate aate hayaa se ek din
simat gaye the
Hamari
saanson mein aaj tak woh hena ki khushbhoo mehak rahi hai/
Mere khayalo mein aaj tak woh badan ki daali lachak rahi hai
Sadaa jo dil se nikal rahi hai, vo sheron,
nagmo me dhal rahi hai
Ke dil ke aangan me jaise koi gazal ki jhanjhar chhanak rahi hai
Hamari
saanson mein aaj tak woh hena ki khushbhoo mehak rahi hai/
Tadap mere bekaraar dil ki kabhi to un pe asar
karegi
Kabhi to bhee jalenge isme jo aag dil me dahek rahi hai
Hamari
saanson mein aaj tak woh hena ki khushbhoo mehak rahi hai/ |